Ads 468x60px

Labels

Thursday, October 27, 2011

0248

Lagta Hai Aa Chuki Hai Kami Us ki Chaah Mein,
Kaafi Dino Se Mujh se Shikayat Usey Nahi...!!!

Sunday, October 23, 2011

0247

एक पल तो मुझे देखती शरमाई थी आँखें
आँखों से गुजरता हुवा मुस्कान का साया
शायद मेरी खामोशी ने है केह दिया तुमसे
वो राझ जो मैं तुमसे कभी केह नहीं पाया....

0246

जिंदगी को तन्हा वीरानों में रहने दो,
ये वफ़ा कि बाते ख्यालों में रहने दो,
हकीक़त में आज़माने से टूट जाते है दिल,
ये इश्क मोहब्बत किताबो में रहने दो ...

0245

मोहब्बत के बाद मोहब्बत मुमकिन है,
लेकिन टूट कर किसी को चाहना एक ही बार होता है ...

0244

कुछ धड़कता तो है सीने में मेरे रह रह कर,
अब खुदा जाने...याद है तेरी या दिल मेरा !!

Friday, October 21, 2011

0243


Teri Berukhi Aur Narazgi Ka Shikwa Main Kiss Se Karoon..
Yahan Har Shakhs Tujhe Ab Bhi Mera Samajhta Hai.....

0242

Muddat Se Jin Ki Aas Thi Wo Mile Bhi To Kuch Youn Mile ......
Hum Nazar Utha Kar Tadap Uthe.. Wo Nazar Jhuka Kar Guzar Gaye..

Thursday, October 20, 2011

0241

Tumhein Meri Mohabbat Ki Kasam Sach Sach Bata Dena..
Gale Mein Daal Kar Baahain, Manana Kiss se Seekha Hai.

Monday, October 17, 2011

0240

Aankh Me Khamoshi, Labon Pe Sawal, Rukh Pe Sadgi;
Kaise Kaise Rang Hain Is Tasveer Mein Teriiiii.!!

Thursday, October 13, 2011

0239


Waqt Baha Kar Le Jaata Ha Naam_O_Nishan Magar!!!
Koi Hum Mein Reh Jaata Hai Aur Kisi Mein Hum..!!

0238


Wo Kaise Log They Ya RAB Jinho Ne Paa Liya Tujh Ko……
Hamein To Ho Gaya Dushwaarr Ek Insan Ka Milna...

Tuesday, September 27, 2011

0237

Payal., Aankhein., Zulfein., Jhumkhey., Chehra., Bindiya,,,
....Haye Dil Haar Gaye Hum Tujhey Benaqab Dekh Kar,,!!!

0236

Ada Qattil.., Nigah Qattil.., Zuban Qattil.., Bayaan Qattil,,,
Bata Qattil Kahan Jaaun, ...Jahan JaauN Wahan Qattil,,!!

0235

Woh Jis Ne Mujh Ko Faramosh Kar Diya Aksar..
Mujhe Woh Shakhs Magar Ab Bhi Yaad Kitna Hai!

0234

Mohbabat Rooh Mein Utara Huwa Mausam Hai Jana,
Ta’aluq Khatm Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti...