Friday, December 9, 2011
Thursday, December 8, 2011
0267
Yeh Wafa Ki Sakht Rahein Yeh Tumhare Payein Nazuk;
Na Lo Intaqam Mujh Se Mere Sath Sath Chal Kar..!!
Na Lo Intaqam Mujh Se Mere Sath Sath Chal Kar..!!
0266
Kitne Ghuroor Se Woh Mujhe Tanha Chhod Gaya,
Usse Maloom Hai Mere Paas Koi Aur Nahi Us Ki Siwa....
Usse Maloom Hai Mere Paas Koi Aur Nahi Us Ki Siwa....
0264
Na Wo Din Rahe Na Wo Mehfilein Na Wo Jaan Se Aazeez Log,
Waqt Chheen Ke Le-Gaya Mere Apne Mujh Se Kahan Kahan..
Waqt Chheen Ke Le-Gaya Mere Apne Mujh Se Kahan Kahan..
0263
Us K Chor Jaane Ke Baad Ab Mohabbat Nahi Karte Kisi Se...,
Thodi Si Hi To Umar Hai Kis Kis Ko Aazmatey Phirein.!!
Thodi Si Hi To Umar Hai Kis Kis Ko Aazmatey Phirein.!!
Friday, December 2, 2011
Thursday, November 24, 2011
0260
Ajab Shikwa Sa Rehta Hai Tumhe Mujh Se Mujhe Tum Se…
Tumhe Ulfat Nahi Mujh Se Mujhe Nafrat Nahi Tum Se….
Tumhe Ulfat Nahi Mujh Se Mujhe Nafrat Nahi Tum Se….
0259
Tere Khat't Nikaalna., Kabhi Dekhna., Kabhi Padhna...
Yahi Kaam., Yahi Silsilaa., Yahi Karobaar Hai Aaj Kal...
Yahi Kaam., Yahi Silsilaa., Yahi Karobaar Hai Aaj Kal...
0258
Khushbu Si Aa Rahi Hai Aaj In Rukhi Rukhi Hawao Me.....
Lagata Hai Shayad Koi Khidaki Khuli Hai Uske Makan Ki...
Lagata Hai Shayad Koi Khidaki Khuli Hai Uske Makan Ki...
Tuesday, November 22, 2011
257
Main Kaise Sard Haatho'n Se Tumhare Gaal Chhu'tee Thee
December Mein Tumhe Meri Shararat Bahut Yaad Aayegii...!
December Mein Tumhe Meri Shararat Bahut Yaad Aayegii...!
Saturday, November 12, 2011
0256
कुछ सपने तेरी यादों के कुछ यादें मेरे सपनो के l
कुछ पीले से लम्हे तेरी पानी में बहती आँखों के ll
हरजाई सूरज के वो बेवफाई वाले सच्चे किस्से l
तेरा तो मैं पूरा पूरा कुछ कुछ ही बस अपनों के ll
परिमल प्रियदर्शी
Monday, November 7, 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)